Breaking

September 24, 2021

Website Ke Liye Domain Name Kaise Kharide

Website Ke Liye Domain Name Kaise Kharide


Website Ke Liye Domain Name Kaise Kharide

Dosto me janta hu agr aap bhi yaha is samay mera article padh rahe hai to aap bhi apni website ke liye domain name kaise kharide is bare me soch rahe honge. Or ye bahut hi achi baat hai agr aap ek professional blog banana chahte hai to apko uske liye domain name kharidna jaroori hota hai. Or yadi apne abhi tak apne blog nahi banaya hai to aap log yaha seekh skte hai google par free website kaise banate hai. To aaj ham is article me apko btane jaa rahe hai ki apni website ke liye domain name kaise kharide.

Website Ke Liye Domain Name Kaise Kharide

Step 1:

Sabse phla step to ye hai aap google.com par jaaye or godaddy search kare or godaddy ki official website ko open kar le.

Step 2:

Iske baad yadi apka account pehle se bna hua nahi hai to aap sign up ka option choose kar le or yadi apka account pehle se bna hua hai to aap simple sign in kar jaaye.

Website Ke Liye Domain Name Kaise Kharide

Step 3:

iske baad aap find your perfect domain name ki jgha par jo domain name kharidna chahte hai vo enter kar de or search domain per click kar de.

Website Ke Liye Domain Name Kaise Kharide

Step 4:

Uske baad apko neeche dikh jayega ki kaun kaun se domain name available hai, jo bhi apko pasand aaye use add to cart kar de.

Website Ke Liye Domain Name Kaise Kharide

Step 5:

Abhi apko continue to cart ke uper click kar ke apna cart open krna hai.

Website Ke Liye Domain Name Kaise Kharide

Step 6:

Abhi apko conitue with these options ke uper click kar ke next page open kar lena hai.

Website Ke Liye Domain Name Kaise Kharide

Step 7:

Iske baad apko apne card ki detail begera yaha par fill kar ke domain buy kar leni hai. Or uske bad domain apki ho jayegi.

Domain khareedate samay yaad rakhne bali bate

Dosto jab bhi aap website ke liye domain name kaise khride soch rahe ho to kuch esi baate hoti hai jinka ki apko dhyaan rkhna hota hai. Isliye me apko kuch esi baatein batane jaa rha hu jo ki apko yaad rkhna jaroori hai ek domain name purchase krne se pehle.
1. Yadi apka pehla blog hai to aap saste se sasta domain name kharidne ki koshis kare, kyoki pehli website jab ham banate hai to hame us samay is sabhi ke bare me knowledge nahi hoti hai jis karn ham koi esa domain name kharid lete hai jiski hame jaroort hi nahi hoti hai.
2. Jo bhi domain name kharide apni website se related hi kharide, kahi esa na ho ki apki website jobs ke uper ho or apki domain me job word hi naa ho.
3. Esi domain name khridne ki koshis kare jo ki kisi ko bhi asani se yaad reh jaye, esa na ho ki koi apki website par visit krna chahta ho par use apka lamba choda domain name yaad hi na aaye.

Conclusion:

Dosto agr apko website ke liye domain name kaise kharide is article se related ya fir meri is website me di gaye jankari par koi bhi swaal ho to aap mujhe seedha contact kar ke bhi puch skte hai, yadi aap mujhe contact krna chahte hai to aap contact me par click kar ke seedha mere sath contact kar skte hai. Contact Me

Also Read These Articles: