Breaking

October 2, 2018

Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare


Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare


Dosto aap logo ka jada samay na lete hue me seedha mude ki baat par aata hu taaki apka bhi samay barbad km ho or jldi se aap seekh jaaye ki akhir is article me aapko batane kya jaa rha hu. To dosto Facebook par apne blog ka fan page banane ke bad jo sawal hmare dil me aata hai vo yahi hota hai ki apne blog me facebook page like box kaise add kare taki jab bhi koi aaye to like kar ke hi jaaye. To dosto aaj me aap sabhi ko isi bare me batane jaa rha hu to aap log neeche diye gaye steps ko follow kar ke asaani se seekh skte hai ki Blog me Facebook page like box kaise add karte hai.

Blog Me Facebook Page Like Box Kaie Add Kare:


Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step 1:

Sabse pehle aap blogger.com open kar ke vo blog open kar le jisme aap Facebook like box add krna chahte hai. Or uske bad aap Theme ke uper click kare jaise ki aapko uper tasveer me dikhaaya gya hai.


Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step 2:

Iske baad aap Edit HTML ke uper click kar ke next page open kar le.


Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step 3:

Iske baad aap Ctrl+F press kar ke </body>  ise find kare ki apke HTML me ye kaha par likha gya hai, jyadatar to ye HTML ke end me hi likha hota hai.


Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step4:

Iske baad aap niche diye gaye code ko </body> is tag ke uper paste kar de jaise ki apko uper tasveer me dikhaaya gya hai, or iske baad aap save par click kar de.

<div id="fb-root"></div>
<script>(function(d, s, id) {
  var js, fjs = d.getElementsByTagName(s)[0];
  if (d.getElementById(id)) return;
  js = d.createElement(s); js.id = id;
  js.src = 'https://connect.facebook.net/en_GB/sdk.js#xfbml=1&amp;version=v3.1';
  fjs.parentNode.insertBefore(js, fjs);
}(document, 'script', 'facebook-jssdk'));</script>


Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step5:

Or esa krne ke baad apke samne ek jaisa uper tasveer me dikhaaya gya hai vesa kuch dikhega or iska matlab hai ki apka HTML edit ho chuka hai or ab aap apne blog me facebook page like box add kaise kare iska aadha rasta tey kar chuke hai. Ab ap back ka button press kar ke back aa jaaye par yaad rakhe ki theme pehle save kar le.


Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step 6:

Ab iske baad aap layout ke uper click kare or next page open kar le.


Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step7:

Iske baad aapke samne uper diye gaye interface ki tarha interface open ho jayega, or iske baad aap add a gadget ke uper click kare jaise ki apko uper tasveer me dikhaaya gya hai. Jaha par bhi aap apna facebook page like box add krna chahte hai waha par hi gadget add kare.


Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step 8:

Iske baad apko ek esi popup window open hogi or aap aap HTML/JavaScript ke uper click kar de or next step par aa jaaye.


Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step9:

Iske baad aapke samne ek esa pop up open hoga isme aap title ke place par facebook page likh de, or content me jo neeche diya gya code hai use paste kar de.

<center><div class="fb-page" data-href="https://www.facebook.com/YOUR_PAGE_NAME" data-width="360" data-small-header="false" data-adapt-container-width="true" data-hide-cover="false" data-show-facepile="true"></div></center>

Jo code uper diya hai use paste karne ke baad apko uper diye code me YOUR_PAGE_NAME red color me esa kuch dikhega is jgha par apko apne page ki id dalni hai jo ki apko facebook page par ja kar mil jayegi. Or esa krne ke baad apko save ke button ke uper click kar dena hai.


Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step 10:

Abhi apke samne uper diye gaye interface ki trha hi interface show hoga, iske baad aap save arrangement ke uper click kar de or fir bas apna blog open kar ke dekhe apka page waha par add ho chuka hoga. Bas itna hi chota sa process hai sikhne ke liye ki blog me facebook page like box kaise add kare.


Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare

Step 11:

Jaise ki aap logo ke samne dikh hi rha hoga ki mere khud ke blog par bhi facebook fan page show hona shuru ho gya hoga.  Or fir bhi apko koi problem aati hai is sari process me to aap contact me par click kar ke mere sath contact kar skte hai. Contact Me

Conclusion :

Is sabhi ka ek hi conclusion niklta hai or vo yahi hai ki Blog me Facebook page like box ko kaise add kare ye bahut hi asaan process hai. Fir bhi dosto agr koi bhi problem aati hai to aap mujhe contact kar stke hai or me apki problem solve kar dunga.

Also Read These Articles: