Breaking

September 24, 2021

Blogger Website Ki Speed Kaise Badhaye( Step By Step)

Blogger Website Ki Speed Kaise Badhaye



Google Website Ki Speed Kaise Badhaye
Google Website Ki Speed Kaise Badhaye
Website ki speed kitni jaada matter karti hai ye aap sabhi jaante hi hai. Ab har kisi ko apni website ki achi speed maintain karke rkhna jaroori hai. Bahut si website or online video dekhne ke baad bhi mujhe Blogger Website Ki Speed Kaise Badhaye iske bare me kuch khaas nahi mila jisse ki website ki speed increase ho paye. Par fir jab maine khud hi experiment kiya to mujhe akhir vo raasta mil hi gya jisse ki ham blogger par bani website ki speed ko asaani se bdha skte hai. To apka jaada samay barbaad na karte hue shuru karte hai.

Website Ki Speed Badhane Ka Tareeka:

Sabse pehle to aapko bta de ki ham website ki speed measure karne ke liye google ke hi tool ka istemal karenge jise aap yaha click karke dekh skte hai. 

Blogger Website Ki Speed Kaise Badhaye


Step 1:

To sabse pehle ham apko dikha dete hai ki Earningtipsinhindi.com ki pehle speed kitni hai. To aap dekh skte hai ki filhal website ki speed kitni show ho rahi hai.
Blogger Website Ki Speed Kaise Badhaye

Step2:

Sabse pehle Blogger.com pe jaa kar aap layout par click karke layout open kar le.
Blogger Website Ki Speed Kaise Badhaye

Step 3:

Layout me jo tab show hote hai unhe aap ek ek karke remove kar de. 
Blogger Website Ki Speed Kaise Badhaye

Step 4:

Remove karne ke baad abhi ye sab apko kuch ese dikhenge.

Step 5:

Inhe remove karne ke bad aap fir se apni website ki speed test kare. Aap khud hi notice karenge ki apki website ki speed pehle se kaafi badh chuki hai. Or agr aap dheere dheere in sabhi ko romove kar dete ho to apki website ki speed bahut hi achi ho jayegi. Or apko internet par fir se search karne ki jaroort nahi rahegi ki Blogger Website Ki Speed kaise Badhaye.

Conclusion:

Yadi aap in sabhi tabs ko remove kar dete hai to aapki website ki speed khud hi badh jayegi. Or ye ek tested method hai mene khud bhi try kiya hai. Jo tab apke liye jaada jaroori nahi hai use aap jitni jadli ho sake remove kar de. Taki apki website ki speed badh jaaye. Or esi hi tricks apne paas pate rhne ke liye aap hmari website par fir se visit karna bilkul bhi na bhoole.